Bekhayali Main Lyrics(Kabir Singh) | Sachet Tandon – Shahid Kapoor
Song Credits:
Song: Bekhayali Main
Movie: Kabir Singh
Singer – Sachet Tandon
Lyrics – Irshad Kamil
Hmmm….
Bekhayali main vhi tera hi khayaal aye
Kyun bichadna hai zarori ye sawal aye
Teri nazdikiyon ki khushi behisab thi
Hisse main faasle, vhi tere bemisaal aye.
Main jo tumse door hoon
Kyun dur main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa mila
Kyun khwaab tod doon.
Bekhayali main vhi tera hi khayaal aye
Kyun judaai de gaya tu, ye sawal aye
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujpe vhi bewajah hi malal aye.
Hai ye tadpan, hai ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sab se hai anban
Bante kyun ye Khuda mere humm…..
Ye jo log-baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag main jalun
Ye nakaam pyar main
Khush hain haar main
Inn jaisa kyun banun.
Raatein dengi bata
Nindon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalon main saath hai
Bekhayali main vhi tera hi khayaal aye
Kyun bichadna hai zarori ye sawal aye.
Bekhayali Main Lyrics(Kabir Singh) | Sachet Tandon – Shahid Kapoor |
Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan main mere
Zeher ki tarah utar raha hai.
Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan main mere
Zeher ki tarah utar raha hai.
Aa zamaane aazma le roothta nahin
Faaslon se hausla ye tootta nahin
Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
Woh meri aadaton ki tarah chhootta nahin.
See More New Hindi Lyrics Here…..
tujhe kitna chahne lage hum lyrics | kabir singh – arjit singh
hauli hauli lyrics (De de pyar de) | Ajay devgn – neha kakkar
chale aana – chale aana lyrics | Armaan malik
Dheeme-Dheeme Lyrics | Tony Kakkar And Neha Sharma 2019
fakira lyrics (student of the year 2) | Sanam puri – neeti
Tags:
#kabir_singh
#Shahid_Kapoor
#Sachet_Tandon
#Bekhayali_main
#bekhayali_main_lyrics
#Download