Agar Tum Saath Ho Lyrics With Video – Tamasha | 2015

| Field | Value |
|---|---|
| Song Name | Agar Tum Saath Ho |
| Singer Name | Arijit Singh |
| Lyrics Name | Irshad Kamil |
| Music Director Name | A.R. Rahman |
| Label | T-Series |
Agar Tum Saath Ho Lyrics
Pal bhar thehar jao
Dil yeh sambhal jaaye
Kaise tumhein roka karoon
Meri taraf aata har gam fisal jaaye
Aankhon mein tumko bharoon
Bin bole baatein tumse karoon
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Behti rehti nahar nadiya si
Teri duniya mein
Meri duniya hai teri chahaton mein
Main dhal jaati hoon teri adaton mein
Agar tum saath ho
Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ki baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Palkein jhapakte hi din yeh nikal jaaye Baithi baithi bhaagi phiroon
Meri taraf aata har gam fisal jaaye
Aankhon mein tumko bharoon
Bin bole baatein tumse karoon
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ki baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Dil yeh sambhal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam fisal jaaye
Agar tum saath ho
Dil yeh nikal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam fisal jaaye
Agar Tum Saath Ho In Hindi
पल भर ठहर जाओ
दिल ये संभल जाए
कैसे तुम्हें रोका करूं
मेरी तरफ़ आता हर गम फ़िसल जाए
आँखों में तुमको भरूँ
बिन बोले बातें तुमसे करूं
अगर तुम साथ हो
अगर तुम साथ हो
बहती रहती नहर नदिया सी
तेरी दुनिया में
मेरी दुनिया है तेरी चाहतों में
मैं ढल जाती हूं तेरी आदतों में
अगर तुम साथ हो
तेरी नज़रों में हैं तेरे सपने
तेरे सपनों में हैं नाराज़
मुझे लगता है कि बातें दिल की
होती लफ्जों की धोखेबाज़ी
तुम साथ हो या ना हो क्या फ़र्क है
बेदर्द थी जिंदगी बेदर्द है
अगर तुम साथ हो
अगर तुम साथ हो
पलकें झपकते ही दिन ये निकल जाए बैठी बैठी भागी फिरूं
मेरी तरफ़ आता हर गम फ़िसल जाए
आँखों में तुमको भरूँ
बिन बोले बातें तुमसे करूं
अगर तुम साथ हो
अगर तुम साथ हो
तेरी नज़रों में हैं तेरे सपने
तेरे सपनों में हैं नाराज़
मुझे लगता है कि बातें दिल की
होती लफ्जों की धोखेबाज़ी
तुम साथ हो या ना हो क्या फ़र्क है
बेदर्द थी जिंदगी बेदर्द है
अगर तुम साथ हो
अगर तुम साथ हो
दिल ये संभल जाए
अगर तुम साथ हो
हर गम फ़िसल जाए
अगर तुम साथ हो
दिल ये निकल जायेगा
अगर तुम साथ हो
हर गम फ़िसल जाए
Watch Agar Tum Saath Ho Video Song
Related Post:
Koi Mil Gaya Lyrics With Video – Jatin-Lalit | 2021
Sajda Lyrics With Video – My Name Is Khan | 2010
Aaoge Jab Tum Lyrics With Video – Jab We Met | 2007
#AgarTumSaathHo
#AlkaYagnik
#ArijitSingh
#IrshadKamil
#ARRahman
#TSeries
#BollywoodMusic
#HindiSongs

